MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

o ho ho o ho o ho o ho o ho ho ho o ho ho ho ho ho o ho ho o ho ye hawa ye hawa ye hawa ye fiza ye fiza ye fiza hai udaas jaise mera dil mera dil mera dil aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja aa ke ab to chandini bhi zard ho chali ho chali ho chali dhadkanon ki narm aanch sard ho chali ho chali ho chali dhal chali hai raat aake mil aake mil aake mil aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja raah mein bichhi hui hai meri har nazar har nazar har nazar main tadap raha hoon aur too hai bekhabar bekhabar bekhabar ruk rahi hai saans aake mil aake mil aake mil aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja o ho hoooo o ho ho o ho o ho o ho ho hooo o ho ho ho ho ho o ho ho o ho
o ho ho o ho ho o ho o ho o ho ho hooo o ho ho ho ho o ho ho ho ho o ho ho in hawaaon mein in fizaaon mein in hawaaon mein in fizaaon mein tujhko mera pyaar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyaar pukaare ruk na paaon main khichti aaoon main ruk na paaon main khichti aaoon main dil ko jab dildaar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyaar pukaare aa haa haa aa haa haa o ho ho o ho ho o ho ho o ho ho aa haa haa aa haa haa tujhse rangat tujhse masti in jharnon mein in phoolon mein tujhse rangat tujhse masti in jharnon mein in phoolon mein tere dum se meri hasti jhoole chaahat ke jhoolon mein machali jaayen shokh umangein machali jaayen shokh umangein do baahon ka haar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyaar pukaare aa haa haa aa haa haa o ho ho o ho ho o ho ho o ho ho aa haa haa aa haa haa dil mein tere dil ki dhadkan aankh mein teri aankh ka jaadoo dil mein tere dil ki dhadkan aankh mein teri aankh ka jaadoo lab par tere lab ke saaye saans mein teri saans ki
in hawaaon mein in fizaon mein in hawaaon mein in fizaon mein tujhko mera pyar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyar pukaare ruk na paaon main khichti aaoon main ruk na paaon main khichti aaoon main dil ko jab dildaar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyar pukaare o ho ho o ho ho o ho ho o ho ho laut rahin hain meri sadaayein deewaron se sar takra ke laut rahin hain meri sadaayein deewaron se sar takra ke haath pakad kar chalne waale ho gaye rukhsat haath chhudake unko kuch bhi yaad nahin hai unko kuch bhi yaad nahin hai ab koi sau baar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyar pukaare o ho ho o ho ho o ho ho o ho ho ilm nahin tha itni jaldi khatm fasane ho jaayenge ilm nahin tha itni jaldi khatm fasane ho jaayenge tum begaane ban jaaoge hum deewane ho jaayenge kal baahon ka haar mila tha kal baahon ka haar mila tha aaj ashkon ka haar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyar pukaare
aage bhi jaane na tu peechhe bhi jaane na tu jo bhi hai bas yahi ik pal hai aage bhi jaane na tu peechhe bhi jaane na tu jo bhi hai bas yahi ik pal hai aage bhi jaane na tu anjaane saayo kaa raahon mein dera hai andekhi baahon ne hum sabko ghera hai ye pal ujala hai baaki andhera hai ye pal gavana na ye pal hi tera hai jeene waale soch le yahi waqt hai kar le poori aarzoo aage bhi jaane na tu peechhe bhi jaane na tu jo bhi hai bas yahi ik pal hai iss pal ke jalwon ne mehfil sanvari hai iss pal ki garmi ne dhadkan ubhari hai iss pal ke hone se duniya humari hai ye pal jo dekho to sadiyon pe bhaari hai jeene waale soch le yahi waqt hai kar le poori aarzoo aage bhi jaane na tu peechhe bhi jaane na tu jo bhi hai bas yahi ik pal hai aage bhi jaane na tu la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la lal la iss pal ke saaye mein apna thikana hai iss pal ke aage bhi har sheh fasana hai kal kisne dekha hai kal kisne jaana hai iss pal se
aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe bekhudi itni badha do ke naa kuchh yaad rahe aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe dosti kya hai wafaa kya hai mohabbat kya hai dil ka kya mol hai ehsaas ki keemat kya hai humne sab jaan liya hai ke haqeeqat kya hai aaj bas itni duaa do ke naa kuchh yaad rahe aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe muflisi dekhi ameeri ki adaa dekh chuke ghum ka mauhaal musarrat ki fizaa dekh chuke kaise phirti hai zamaane ki hawaa dekh chuke shamma yaadon ki bhujha do ke naa kuchh yaad rahe aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe ishq bechain khayaalon ke siwaa kuchh bhi nahin husn berooh ujaalon ke siwaa kuchh bhi nahin zindagi chand sawaalon ke siwaa kuchh bhi nahin har sawaal aise mitaa do ke naa kuchh yaad rahe aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe mit naa paayega jahaan se kabhi nafrat ka riwaaz ho naa paayega kabhi rooh ke zakhmon ka ilaaz saltanat
aaj ki raat nahin shikwe shikaayat ke liye aaj har lamhaa har ik pal hai muhabbat ke liye reshami sej hai mehki huyi tanhaayi hai aaj ki raat muraadon ki baraat aayi hai aaj ki raat har gunaah aaj muqadas hai farishton ki tarah kaanpte haathon ko mil jaane do rishton ki tarah aaj milne mein naa uljhan hai naa ruswaayi hai aaj ki raat muraadon ki baraat aayi hai aaj ki raat apni zulfen meri shaane pe bikhar jaane do iss hasin raat ko kuchh aur nikhar jaane do subah ne aaj naa aane ki kasam khaayi hai aaj ki raat muraadon ki baraat aayi hai aaj ki raat
ooooooo ooooooo oooooo aaj ki raat piyaaaaa aaj ki raat piya dil naa todo mann ki baat piya maan loooo aaj ki raat piya dil naa todo mann ki baat piya maan loooo aaj ki raat piyaaaaa dil ki kahaani apni zubaani tumko sunaane aayi hoon dil ki kahaani apni zubaani tumko sunaane aayi hoon aankhon mein le ke sapne suhaane apna banaane aayi hoon chhod ke saath piya munh naa modo mann ki baat piya maan loooo hooo aaj ki raat piya dil naa todo mann ki baat piya maan loooo aaj ki raat piyaaaaa chanda bhi dekhen taaren bhi dekhen humko gagan ki ott se chanda bhi dekhen taaren bhi dekhen humko gagan ki ott se ghaayal kiya hai dil tumne mera mitthi nazar ki chot se thaam ke haath piya yun naa chhodo mann ki baat piya maan loooo hooo aaj ki raat piya dil naa todo mann ki baat piya maan loooo aaj ki raat piyaaaaa
aaj kyun hum se parda hai parda hai ji aaj kyun hum se parda hai aaj kyun hum se parda hai aaj kyun hum se parda hai aaj kyun hum se parda hai parda hai ji aaj kyun hum se parda hai tera har rang humne dekha hai tera har dhang humne dekha hai paas aa kar bhi tujhko dekha hai door jaa kar bhi tujkho dekha hai tujh ko har tarah aazmaaya hai paa ke khoya hai kho ke paaya hai ankhdiyon ka bayaan samjhate hain dhadkanon ki jabaan samjhate hain chudiyon ki khanak se waakif hain chhangalon ki chhanak se waakif hain naaz o andaaz jaante hain hum naaz o andaaz jaante hain hum tera har raaz jaante hain hum phir aaj kyun hum se parda hai parda hai ji aaj kyun hum se parda hai aaj kyun hum se parda hai aaj kyun hum se parda hai aaj kyun hum se parda hai parda hai ji aaj kyun hum se parda hai dil dukhaane se faayeda kya hai munh chhupaane se faayeda kya hai uljhi uljhi latte sanwaar ke aa husn ko aur bhi nikhaar ke aa narm gaalon mein bijliyaan le kar shokh aankhon mein
kashti ka khaamosh safar hai shaam bhi hai tanhaayi bhi door kinaare par bajti hai lehroon ki sehnaayi bhi kashti ka khaamosh safar hai shaam bhi hai tanhaayi bhi door kinaare par bajti hai lehroon ki sehnaayi bhi aaj mujhe kuchh kehna hai aaj mujhe kuchh kehna hai lekin ye sharmili nigaahein mujh ko izaazat de to kahoon bodh meri betaap umengein thodi fursat de to kahoon aaj mujhe kuchh kehna hai aaj mujhe kuchh kehna hai jo kuchh tumko kehna hai wo mere hi dil ki baat na ho jo hai meri khaabon ki manzil uss manzil ki baat na ho kehte huye darr sa lagta hai keh kar baat na kho baithoon ye jo zara sa saath mila hai ye bhi saath na kho baithoon sab kuchh tumhaare raste mein main phool bichhaaye baithi hoon keh bhi chuko jo kehna hai main aas lagaaye baithi hoon dil ne dil ki baat samajh li ab moonh se kya kehna hai aaj nahin to kal kehlenge ab to saath hi rehna hai keh bhi chuko keh bhi chuko jo kehna hai chhodo ab kya kehna hai
aaj rona pada to samjhe hansne ka mol kya hai apnaaa sapnaa khona pada to samjhe aaj rona pada to samjhe hansne ka mol kya hai apnaaa sapnaa khona pada to samjhe khaabon ki haqeeqat kya thi armaanon ki keemat kya thi apnon ki muhabbat kya thi gair hona pada to samjhe aaj rona pada to samjhe sukh milta hai kiss mushkil se kya karti hai duniyaa dil se iss rang bhari mehfil se door hona pada to samjhe aaj rona pada to samjhe nikle the jinhen apnaane wo log the sab begaane iss baat ko hum deewane chain khona pada to samjhe aaj rona pada to samjhe hansne ka mol kya hai apnaaa sapnaa khona pada to samjhe
sakhi riiiiiiiii birhaa ki dukhde seh seh kar jab raadheeeeee besudh ho lii to ik din apne mann mohan se jaa kar yun boliiiiii aaj sajan mohe ang laga lo janam safal ho jaaye aaj sajan mohe ang laga lo janam safal ho jaaye hirday ki peeda deh ki agni sab seetal ho jaaye aaj sajan mohe ang laga lo janam safal ho jaaye kai jug se hain jaageee more nain abhaage kai jug se hain jaage more nain abhaage kahin jeeya nahin laage bin tore sukh dikhe nahin aage hoooo ooooo sukh dikhe nahin aage dukh peechhe peechhe bhaage jag suna suna laage bin tore prem sudhaaa more sanwariyaaaaaa sanwariyaaaaaaaa prem sudha itni barsaa do jag jal thal ho jaaye aaj sajan mohe ang laga lo janam safal ho jaaye mohe apna bana lo oooo ooooo oooo oooo mohe apna bana lo mori baanh pakad main hoon janam janam ki daasi mohe apna bana lo mori baanh pakad main hoon janam janam ki daasi mori pyaas bhujha do mannhar giridhar pyaas bhujha do mannhar giridhar pyaas bhujha do mannhar giridhar main hoon
aana hai to aaaa raah mein kuchh pher nahin hai bhagwaan ke ghar der hai andher nahin hai aana hai to aa raah mein kuchh pher nahin hai bhagwaan ke ghar der hai andher nahin hai aana hai to aa raah mein kuchh pher nahin hai bhagwaan ke ghar der hai andher nahin hai aana hai to aaaaaaaa jab tunjhse naa suljhe tere uljhe huye dhandhe jab tunjhse naa suljhe tere uljhe huye dhandhe bhagwaan ke insaaf pe sab chhod de bande khud hi teri mushkil ko wo aasaan karega khud hi teri mushkil ko wo aasaan karega jo tu nahin kar paaya wo bhagwaan karega jo tu nahin kar paaya wo bhagwaan karega bhagwaan karega aana hai to aa raah mein kuchh pher nahin hai bhagwaan ke ghar der hai andher nahin hai aana hai to aaaaaaaa kehne ki zarurat nahin aana hi bahot hai kehne ki zarurat nahin aana hi bahot hai iss dar pe tera sees jhukana hi bahot hai jo kuchh hai tere dil mein wo sab usko khabar hai jo kuchh hai tere dil mein wo sab usko khabar hai bande tere har haal pe maalik ki nazar hai
aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa kitne bhoole huye zakhmon ka pata yaad aayaa aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa aap aaye aap ke lab pe kabhi apna bhi naam aayaa tha shokh nazron se muhabbat ka salaam aaya tha umr bhar saath nibhaane ka payaam aayaa tha umr bhar saath nibhaane ka payaam aayaa tha aap ko dekh ke wo ahde wafaa yaad aayaa kitne bhoole huye zakhmon kaa pata yaad aayaa aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa aap aaye rooh mein jal uthe bujhti huyi yaadon ke diye kaise diwaane the hum aap ko paane ke liye yun to kuchh kam nahin jo aap ne ahsaan kiye yun to kuchh kam nahin jo aap ne ahsaan kiye par jo maange se naa paayaa wo silaa yaad aayaa kitne bhoole huye zakhmon ka pata yaad aayaa aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa aap aaye aaj wo baat nahin phir bhi koi baat to hai mere hisse mein ye halki si mulaqaat to hai gair ka ho ke bhi ye husn mere saath to hai gair ka ho ke bhi ye husn
aap ki mehki huyi zulf ko kehte hain ghata aap ki mehki huyi zulf ko kehte hain ghata aap ki madbhari aankhon ko kanwal kehte hain aap ki madbhari aankhon ko kanwal kehte hain main to kuchh bhi nahin tum ko hanseen lagti hoon isko chaahat bhari nazron ka amal kehte hain isko chaahat bhari nazron ka amal kehte hain ek hum hi nahin ek hum hi nahin sab dekhne waale tumko sang e marmar pe sang e marmar pe likhi shokh gazal kehte hain sang e marmar pe likhi shokh gazal kehte hain aisi baaten naa karo aisi baaten naa karo jin kaa yakin mushkil ho aisi taarif ko aisi taarif ko niyat ka khalal kehte hai aisi taarif ko niyat ka khalal kehte hai aap ki madbhari aankhon ko kanwal kehte hain isko chaahat bhari nazron ka amal kehte hain meri taqdeer ke tumne mujhe apna samjhaa meri taqdeer ke tumne mujhe apna samjhaa iss ko sadiyon ki iss ko sadiyon ki tamannaon ka phal kehte hai iss ko sadiyon ki tamannaon ka phal kehte hai iss ko sadiyon ki tamannaon ka phal kehte hai
aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aajkal wo iss taraf dekhta hai kam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aajkal kisi ko woh tokta nahin chahe kuchh bhi kijiye rokta nahin ho rahi hai lootmaar phat rahe hain bam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aajkal wo iss taraf dekhta hai kam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum kiss ko bheje wo yahaan khaak chhanne iss tamaam bheed ka haal jaanne aadmi hai angeenat devta hai kam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aajkal wo iss taraf dekhta hai kam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum jo bhi hai wo thik hai zikr kyun kare hum hi sab jahaan ki fikr kyun kare jo bhi hai wo thik hai zikr kyun kare hum hi sab jahaan ki fikr kyun kare jab usse hi ghum nahin kyun humein ho ghum aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aajkal wo iss taraf dekhta hai kam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum
hummm hummm hummm hummm hummm hummm hummmm ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ab chaahe maa ruthe ya baba yaara maine to haan kar li ab chaahe maa ruthe ya baba yaara maine to haan kar li ab chaahe sar phute ya matha maine teri baanh pakad li ab chaahe sar phute ya matha maine teri baanh pakad li maine tujh pe niyat dhar li maine hans kar haami bhar li yaari chhute na toote na haan kar li to kar li ab chaahe maa ruthe ya baba yaara maine to haan kar li ab chaahe sar phute ya matha maine teri baanh pakad li tu hai mudat se dil mein samaayi kab kaha maine main hoon paraayi tu hai mudat se dil mein samaayi kab kaha maine main hoon paraayi jab tujhe maine dekha tu bhaai main usi waqt kadmon mein aayi barf ke farsh par pyar ke arsh par chandani ke talle jab mile thei gale jism lehraye thei honth tharraaye thei tab ye li thi kasam ab na bichhadenge hum ab chaahe kaante milein ya kaliyaan yaara maine to haan kar
ab koiiiiiii gulshan na ujde ab koiiiiiii gulshan na ujjjde ab watan aazaad hai ab koiiiiiii gulshan na ujjjde ab watan aazaad hai rooh ganga ki himaala ka badan aazaad hai rooh gangaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa khetiyaaaannnn sona ugaayen waadiyaan moti lootayen aaj gautam ki zamin tulsi ka ban aazaad hai oooooooo oooo oooooooo ooooooo oooooooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooo mandiron mein shankh baaje masjidon mein hoooooo azaaan aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa shaikh ka dharam shaikh ka dharam aur deen e barhaman aazaad hai loot kaisi bhi ho ab iss desh mein rehne naa paayen aaj sabke waaste aaj sabke waaste dharti ka dhan aazaad hai ab koiiiiiii gulshan naa ujdeeeeeeeeee gulshan naa ujdeeeeeee
ab woh karam karen ke sitam main nashen mein hoon mujhko na koi hosh na ghum main nashen mein hoon ab woh karam karen ke sitam main nashen mein hoon mujhko na koi hosh na ghum main nashen mein hoon seene se bojh unke ghumon ka utaar ke aaya hoon aaj apni jawaani ko haar ke jawaani ko haar ke kehte hain dagmagaate kadam main nashen mein hoon mujhko na koi hosh na ghum main nashen mein hoon ab woh karam karen ke sitam main nashen mein hoon mujhko na koi hosh na ghum main nashen mein hoon wo bewafaa hai ab bhi ye dil maantaa nahin kambakht naa samajh hai unhen jaantaa nahin unhen jaantaa nahin main aaj tod doonga bharam main nashen mein hoon mujhko na koi hosh na ghum main nashen mein hoon ab woh karam karen ke sitam main nashen mein hoon mujhko na koi hosh na ghum main nashen mein hoon main nashen mein hoon main nashen mein hoon
abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin abhi abhi to aayi ho abhi abhi to abhi abhi to aayi ho bahaar ban ke chhaayi ho hawaa zaraa mehek to le nazar zaraa behek to le ye shaam dhal to le zaraa ye shaam dhal to le zaraa ye dil sanbhal to le zaraa main thodi der jee to loon nashe ke ghoont pee to loon nashe ke ghoont pee to loon abhi to kuchh kahaa nahin abhi to kuchh sunaa nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin sitaare jhilmilaa uthe sitaare jhilmilaa uthe charaag jagmagaa uthe bas ab na mujh ko toknaa bas ab na mujh ko toknaa na badh ke raah roknaa agar main ruk gayi abhi to jaa na paaoongi kabhi yahi kahoge tum sadaa ke dil abhi nahin bharaa jo khatm ho kisi jagah ye aisaa silsilaa nahin abhi nahin abhi nahin nahin nahin nahin nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin adhuri aas adhuri aas chhod ke adhuri pyaas chhod ke jo roz yoon hi jaaogi to kis tarah nibhaaogi ke zindagi ki raah
hmm hmm hmm hmm hmm hooooooo oooooooo oye oye oye oye oye oye hoooo ae meri zohra jabeen tujhe maloom nahin tu abhi tak hai haseen aur main jawaan tujhpe qurbaan meri jaan meri jaan ae meri zohra jabeen tujhe maloom nahin tu abhi tak hai haseen aur main jawaan tujhpe qurbaan meri jaan meri jaan ye shokhiyan ye baankpan jo tujh mein hai kahin nahin ye shokhiyan ye baankpan jo tujh mein hai kahin nahin dilon ko jeetne ka fun jo tujh mein hai kahin nahin main teri main teri aankhon mein paa gaya do jahaan main teri main teri aankhon mein paa gaya do jahaan ae meri zohra jabeen tujhe maloom nahin tu abhi tak hai haseen aur main jawaan tujhpe qurbaan meri jaan meri jaan tu meethe bol jaaneman jo muskuraa ke bol de tu meethe bol jaaneman jo muskuraa ke bol de to dhadkano mein aaj bhi sharaabi rang ghol de o sanam o sanam main tera aashiq e jaawidan o sanam o sanam main tera aashiq e jaawidan ae meri zohra jabeen tujhe maloom nahin tu abhi tak hai haseen aur main jawaan
    Songs Title Film/Album Song Number
Aa Bhi Ja Gumrah (1963) 13298
Aa Ja Aa Ja Re (Happy Version) Gumrah (1963) 20582
Aa Ja Aa Ja Re (Sad Version) Gumrah (1963) 13299
Aage Bhi Jaane Na Tu Waqt (1965) 20013
Aaj Iss Darjaa Pilaa Do Vaasna (1968) 14392
Aaj Ki Raat Dharmputra (1961) 13076
Aaj Ki Raat Piya Baazi (1951) 20020
Aaj Kyun Hum se Parda Sadhna (1958) 14103
Aaj Mujhe Kuchh Kehna Girl Friend (1960) 13282
Aaj Rona Pada To Girl Friend (1960) 13283
Aaj Sajan Mohe Ang Pyaasa (1957) 13999
Aana Hai To Aa Naya Daur (1957) 13855
Aap Aaye To Gumrah (1963) 13300
Aap Ki Mehki Huyi Trishul (1978) 14355
Aasmaan Pe Hai Khuda Phir Subha Hogi (1958) 13952
Ab Chaahe Maa Ruthe Daag (1973) 20090
Ab Koi Gulshan Na Ujde Mujhe Jeene Do (1963) 13798
Ab Woh Karam Karen Marine Drive (1955) 15624
Abhi Na Jaao Chhodkar Hum Dono (1961) 20099
Ae Meri Zohra Jabeen Waqt (1965) 20110